Ek din jab savere savere, surmayi se andher ki chaadar hata keEk parbat ke takiye se, sooraj ne sar jo uthaaya, toh dekhaDil ki vaadi mein chaahat ka mausam haiAur yaadon ki daaliyon parAnginat beete lamhon ki kaliyaan mahekne lagi hainAnkahi ansuni aarzoo, aadhi soyi huwi aadhi jaagi huwiAankhein malte huwe dekhti hai, laher dar laherMauj dar mauj, behti huwi zindagiJaise har ek pal nayi hai, aur phir bhi wahi, haan, wahi zindagiJiske daaman mein ek mohabbat bhi hai, koyi hasrat bhi haiPaas aana bhi hai, door jaana bhi hai, aur ye ehsaas haiWaqt jharne sa behta huwa, jaa raha hai, ye kehta huwaDil ki waadi mein chaahat ka mausam haiAur yaadon ki daaliyon parAnginat beete lamhon ki kaliyaan mahekne lagi hainAa... haa ho ho... aa haa ho ho... hmm... hmm...Kyun hawa aaj yun gaa rahi haiKyun hawa, aaj yun gaa rahi haiKyun fiza, rang chhalka rahi haiMere dil bata aaj hona hai kyaChaandni, din mein kyun, chhaa rahi haiZindagi, kis taraf jaa rahi haiMere dil bata kya hai ye silsilaKyun hawa, aaj yun gaa rahi haiGaa rahi hai, gaa rahi haiHa ha ha ha aa...aa..., hmm.., aa ha ha ha...Jahaan tak bhi jaayein nigaahein, baraste hain jaise ujaale -2Saji aaj kyun hain ye raahein, khile phool kyun hain niraaleKhushbuwein, kaisi ye beh rahi hainDhadkanein jaane kya keh rahi haiMere dil bata ye kahaani hai kyaKyun hawa, aaj yun gaa rahi haiGaa rahi hai, gaa rahi haiAa... aa...Ye kiska hai chehra jisse main, har ek phool mein dekhta hoon -2Ye kiski hai awaaz jisko, na sun ke bhi main sun raha hoonKaisi ye aahatein aa rahi hain, kaise ye khwaab dikhla rahi hainMere dil bata kaun hai aa rahaKyun hawa, aaj yun gaa rahi haiGaa rahi hai, gaa rahi haiAa... aa... aa... aa aa.... aa...
Phir Wohi Awaaz telugu pdf free
2ff7e9595c
Comments